Friday, July 24, 2009

KHOOBSURAT HAI WOH ITNA KAHA NAHIN JAATA
KAISE HUM KHUD KO ROKE, RAHA NAHIN JATA
CHAND MAIN DAAGH HAI YE JANTE HUM LEKIN
RAAT BHAR DEKHE BIKA USKO RAHA NAHIN JATA

JO MERA HO NAHIN SAKTA HAI IS JAHAN MAIN KAHEEN
ROOH BANKAR MILOONGA USSE ASMAAN MAIN KAHEEN
PYAAR DHARTI PAR FARISHTOUN SE KIYA NAHIN JAATA
KHOOB SURAT HAI WOH ITNA RAHA NAHIN JATA.

IN NIGAHOUN MAIN MUHABBAT NAHIN HAI TO PHIR AUR KYA HAI
PAR WOH MUJHSE YE KEH RAHA WOH KISI AUR KA HAI.
ZARA SA JHOOT BHI DHANG SE KAHA NAHIN JATA.
KHOOBSURAT HAI WOH ITNA RAHA NAHIN JATA.......
PARWAAZ HO SHAHEEN KI PARWAAZ SE AAGE
RAKHNA HAI TUMHE KHADAM WAQT KI AWAAZ SE AAGE
HAZAROUN SAAL NARGIS APNI BENOORI PAR ROTI HAI
BADI MUSHKIL SE HOTA HAI CHAMAN MAIN DEEDAWAR PAIDA
PATTA PATTA BUTA BUTA HAAL HAMARA JANE HAI
JANE NA JANE GUL HI NA JANE BAAGH YE SAARA JANE HAI
AQAABI ROOH JAB BEDAR HOTI HAI JAWANOUN MAIN
NAZAR AATI HAI UNKO APNI MANZIL ASMANOUN MAIN

Thursday, July 23, 2009

My First Shair

Assalamalikum.

This is my first ashaar which I had written in the age of 12 years.

"Aye asmaan mera ye paighaam Muhammad(S.A.W.S) ko sunana
Ke unke deedh ki khataar main hum aaj bhi khande hain"